Nojoto: Largest Storytelling Platform
atifmustafqdriaz5888
  • 13Stories
  • 21Followers
  • 67Love
    42Views

Atif Mustafā Qādri Azhari

Research Scholar

  • Popular
  • Latest
  • Video
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

Apne Chehre Se Jo Zaahir Hai Chhupaeñ Kese

Teri Marzi Ke Mutabiq Nazar Aaeñ Kese

— Prof. Waseem Barelvi Sāhab

834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

Mehfil Rang o Boo Nahīñ Hai Maqsad e Hayaat,

Pehchān Apne RAB Ko Pehchān Apnī Zaat #RAB #Zaat #Ishq #Poetry #Urdu
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

#Ilm #Ishq
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

#Iqbal #Poetry #Urdu
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

“Tu Khud Ko Dekh Phir Dekh Jahāñ Ko,


Khud Beeni o Jahāñ Beeni Ko Nazar Paida Kar” #Nazar
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

Ayyām e Gardish Maiñ Kaun Saath Deta Hai,

Ghayr To Ghayr Apna Bhi Saath Chhod Deta Hai #Apna #Ghayr #Gardish
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

#OpenPoetry  “āsmāñ itnī bulandī pe jo itrātā hai 

bhool jaatā hai zamīñ se hī nazar aatā hai”

— Waseem Barelvi #aasmaan
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

#Aurat #Iqbal
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

Materialism apne urooj par hai. Apki qadr kewal tab tak hoti hai jab tak aap kaam ke haiñ. Yani insan ki nahiñ balke materialistic property ki ahmiyat hai. Yahi wajah hai ke aaj aulad badi hokar walidain ko kinare kar deti hai, shagird ustad ki izzat karna chhod deta hai aur dost dost ko bhula deta hai. Iske zimmedar bhi ham hi haiñ. Hamare zehen maiñ hardam maal, daulat,zameen-jaydad aur status hi ghoomte rehte haiñ. Hamare discussions bhi isi par hote haiñ. To jesa bote aye haiñ wesa kat-te ja rahe haiñ! #Ham #Muhabbat #Society
834f560b9470e3886ada85ee2ac8c7ed

Atif Mustafā Qādri Azhari

Aati Hai Dam-e-Sub'h Sadā Arsh-E-Bareeñ Se,
Khoya Gaya Kis Tarah Tera Johar-E-Idraak

Kis Tarah Huwa Kund Tera Nashtar-E-Tehqeeq,
Hote Nahīñ Kyūñ Tujh Se Sitaroñ Ke Jigar Chaak #Iqbal #Sadaa #Jauhar
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile