Sheher wo apna jaha rato ki need se ojhal aankhe khidkio se jhakte hue shayad kuch khubsurat sa dhudh rahi ho. usi waqt dhup ki wo sunahri Kiran dheere se palko ko chum jaya karti h aur kahti h Sheher apna ab bhi khushnuma sa h wo mand mand hwao k jhokhe galo par thapkiya dete hue khti h Sheher apna ab bhi hwao me jhumta sa h fir kuch der Baad hi sheher ki khubsurati bigadti ja rahi hoti h bachpan ki apne Sheher ki Badi si galio me mera man ghum jaya karta h jaha hm bachpan ki yaade chod aae h w