Pyar Ek emotion hai jise words me explain Karna bahut muskil hota hai.
Bat us din ki ho rahi hai jis din ki jab ek sacha aashik, jo break up se puri tarh se move on ho gaya hai….
Aaj mera dil jakhmi hai,
lakin saanson me magrururi hai,
Yeh kuch baate hai jo bekar hai….Lakin tujhe batani jaruri hai.

shagun sharma
Ek Waqt tha jab tujse Beinteha pyar karta tha…..Ab to tu khud muhobbat ban chali aaye mujhe farq nahi padta….
Ek waqt tha jab teri parwah karta tha..Ab to tu mere khatir fannah bhi ho jaye to koi farq nahi padta….
Ek waqt tha jab teri ID ki njaane kitne chakkar lagata tha…Teri har post ke , har status ke maayne nikala karta tha…..ab sun le ki jo musalsal ( continusaly )khela hai tune block aur unblock ka khel mere sath…..Ja meri ID tha zindagi teri block list me rakh le mujhe farq nahi padta….

Ye zindgi ka safar bhi kuch ajib sa hai,
Lagta iska har lamha manzil k karib sa hai
kabhi aanhko me nami,
kabhi hotho pe hansi,
Har aalam iska ek bahti hue nadi sa hai..
kuch Rishte tutte hai is safar me to
bante hai kuch khawab bhi naye #Poetry#Quotes

जिंदगी में एक पल ऐसा भी था,
हम चलते रहे,मंजिल मिलती रही|
ना रुके कही, ना मुड़े कही,
ना सुना किसीका, ना पूछा कभी,
हम अपने रस्ते बना,
यूँ चलते रहे,
और सपनो को अपने सजाते रहे|
कभी इस गली, कभी उस गली, #Poetry
जिंदगी में एक पल ऐसा भी था,
हम चलते रहे,मंजिल मिलती रही|
ना रुके कही, ना मुड़े कही,
ना सुना किसीका, ना पूछा कभी,
हम अपने रस्ते बना,
यूँ चलते रहे,
और सपनो को अपने सजाते रहे|
कभी इस गली, कभी उस गली, #Poetry
shagun sharma
Mujhe ye gam aur ye khusi dono raas hai,
Chalne ki aadat hai aur manzil ki talaash hai.
Raah me jitne mile sab apne hain sab khaas hai,
Meri zindagi choti sahi par tukde sabke paas hai.
Jab bhi laga tutne sabne sameta hai mujhko,
uljha uljhno me jab jab, sabne lapeta hai mujhko, #Poetry

Mohabbat ne yaha logo ko kya se kya bana dala
usse jo heer samjha to mujhe ranjha bana dala
mili mujhko na wo iss baat se shikwa nahi fir v
usse pakar v naa paya ajab kissa bana dala !
akela jab v chalta hu tujhe hi saath pata hu
jami se aashma tak mai tera ehshas pata hu
khudaye ishq ne mujhpe v kya aisa sitam dhaya

Zindagi ka safar badhta chalo gya,
Hum rote rah gye biti bato ko soch kar,
Aur ek waqt hai Jo bin parwaah guzarta chala gya,
Wo Hume dhundhte rah gye pyar Ke galiyo me,
Aur mera pyaar unke yaad me khota chala gya,
Na manzil ka pata tha na rahne ka koi thikana,