Nojoto: Largest Storytelling Platform
anuj7156766499109
  • 7Stories
  • 25Followers
  • 45Love
    0Views

Anuj

  • Popular
  • Latest
  • Video
a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

Co-passenger

Ek bechani si h dil mein, 
Esa kyun hota h?
Mujhe Karna to h bohot kuch, 
Par jaane kyun kuch na hota h?

Is bhaag-daud ki duniya mein 
Sab aage-aage dikhte h.
Laakh koshishon ke baad bhi,
Hum kaudiyon ke bhaao mein bikte h.

Lekin ye aunt nhi h,
Main aage badhkr aaunga!
Auron ke aage na sahi,
Unke saath chalna chahunga.

Are baba! Nahi samjhe?
Main co-passenger bun na chahunga! co-passenger

co-passenger

a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

eid mubarak

eid mubarak

a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

Aankh khuli to duniya dekhi,
Duniya ke andaaz bhi dekhe.
Duniya uljhi bohot padi thi,
Hum bhi usmen ulaj rahe the. 

Koi bole ye sahi h, koi bole wo,
Is kheech-taan ke beech mein, 
Hum reh gaye jyoon-ke-tyoon.

Main uthkr baitha!!!, dhyaan lagaya!!!,
Dhyaan lagaya fir jaana ye.
Sahi galat to kuch nhi h,
Hai ye unka khel priye.

Unka - (janta ke saath khelne wale,) duniya
a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

zindagi ki raah

zindagi ki raah #शायरी

a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

Hum kr rhe the apni manzil ki talaash,
Shehron ki un tung galiyon mein,
Bhool baithe the,
Ki pehla kadam kahaan rakkha tha.

Kuch APNO se door hokar
Bohoton ko humne apna banaya,
Ek bechaini si hamesha thi dil mein
Jisko aaj humne hai door bhagaya.
Haan! main waapas GAAWON laut aaya.
Haan! main waapas GAAWON laut aaya. Main Waapas GAAWON Laut Aaya

Main Waapas GAAWON Laut Aaya #poem

a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

Jaati h kari dil se jo yaari, bhule bhulaye bhi wo bhuli nahi jaati.

Pareshaaniyaan aati zaroor h, 
par unse haari maani nahi jaati.

Wo lamhen jo humne saath bitaaye, wo yaaden h.
Un yadoon ko hi yaad karna bus yahi ab humare iraaden h.

Ab saalon kya, teri yaari hum sadiyon tak yaad karenge.
Mere YAAR, tu nahi to ab hum kisse
pyaar aur kisse takraar karenge.

Ee, zindagi ko kosne wale, zara ruk.
Dekh, kya ye sach mein uska hi doosh h.
Ya jisko humne apna yaar samjha, uski yaari hi aaj khaamosh h.

Safar chaahe kahin ka ho, saath apno ka ho to koi khauf nahi.
Abhi tak koi mili nahi, Isse bada koi afsoos nahi. Abhishekh Kumar

Abhishekh Kumar

a8c0d74405092bc328097285c8fdb50a

Anuj

Jabse aaya hun terese itna door mein,
Terese faasla aur kum hone laga h.
Rooz soone laga hun subah 9 baje tak, 
Tera wo subah ka thappad khoone laga h.

Ab to bus ichaa h yhi,
ki ye faaslein aur kum ho jaaye
Terese milne ka h mun bohot, 
Bus ye kambakht imtehaan jaldi khatam ho jaayein

-Tera beta @Mother_day

@Mother_day


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile