Nojoto: Largest Storytelling Platform
riyazulqamar3105
  • 338Stories
  • 404Followers
  • 4.3KLove
    69.8KViews

Riyazul Qamar

shayari, mera sukoon

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White apni zaroorat ke liye chori ki hai maine,
haan magar chori ki hai maine,
pakde jane par muh jori ki hai maine,
haan magar chori ki hai maine

©Riyazul Qamar #good_night  Sh@kila Niy@z  shehzadi  gudiya  Raksha Singh  Shabana parveen(Ana dehlvi)

#good_night Sh@kila Niy@z shehzadi gudiya Raksha Singh Shabana parveen(Ana dehlvi) #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White Har khwahish har tamanna chhor dein,
Ek bewafa shaks ke liye kya jeena marna chhor dein

©Riyazul Qamar #Sad_Status  shehzadi  Sh@kila Niy@z  gudiya  Raksha Singh  Isma Arzoo

#Sad_Status shehzadi Sh@kila Niy@z gudiya Raksha Singh Isma Arzoo #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White Woh jo badal din raat baraste rahe,
Wahi kuch janaze mitti ko taraste rahe

©Riyazul Qamar #sad_shayari  Sh@kila Niy@z  shehzadi  Raksha Singh  Suman Zaniyan  Isma Arzoo

#sad_shayari Sh@kila Niy@z shehzadi Raksha Singh Suman Zaniyan Isma Arzoo #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White zindagi betarteeb si thi,
sawarte sawarte umra guzar gyi

©Riyazul Qamar #sad_quotes  JS GURJAR  Sh@kila Niy@z  shehzadi  gudiya  Raksha Singh

#sad_quotes JS GURJAR Sh@kila Niy@z shehzadi gudiya Raksha Singh #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White main atish pasand hoon,
machis rakhna mujhe pasand hai,
zaroorat ho to cigerrate jalao,
warna mombatii jalakar roshni failao

©Riyazul Qamar #GoodMorning  Sh@kila Niy@z  shehzadi  gudiya  Raksha Singh  Suman Zaniyan

#GoodMorning Sh@kila Niy@z shehzadi gudiya Raksha Singh Suman Zaniyan #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White doobta sooraj ,
bhagte panchi,
ugte site, jagmagata chand,
sab kuch roz ki trah hai,
bas zingagi ki malaa se ,
ek moti toot kar bikhar gya hai

©Riyazul Qamar #GoodMorning
dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White Ye takleefein ye mayusi meri kismat main hain,
Thodi thodi ye khamoshi meri kismat main hai

©Riyazul Qamar #sad_quotes  Sh@kila Niy@z  gudiya  shehzadi  Raksha Singh  Suman Zaniyan

#sad_quotes Sh@kila Niy@z gudiya shehzadi Raksha Singh Suman Zaniyan #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White ye jo syahi ki boondein hain akhbar pr,
ek kaala dhabba hain mere kirdar par

©Riyazul Qamar #International_Day_Of_Peace
dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White kuch to badnamiyan likhi thi kismat ,
yu hi mohabbat bewafa nhi nikli,
ek tareekh par milne ka waada kia tha,
woh tareekh bhi yahan wahan nikli

©Riyazul Qamar #Sad_Status  Sh@kila Niy@z  shehzadi  Isma Arzoo  gudiya  Raksha Singh

#Sad_Status Sh@kila Niy@z shehzadi Isma Arzoo gudiya Raksha Singh #शायरी

dfae20ddce6f6b0aeac04803720e674d

Riyazul Qamar

White Zara si ahat, aur kaan darwaze par, 
Ghanton se khade hain hm bhi darwaze par,
Bahut intezar kia tera khat na aaya,
Latki hain kai anjan chitthiyan ab bhi darwaze par,
Kabhi khatkhat, kabhi ghanti ki awaz,
Jhanka to koi nhi tha darwaze par,
Izzat o abroo ko bachaye rakhe hain,
Kuch parde aaj bhi latke hain toote darwaze par

©Riyazul Qamar #Sad_Status  Sh@kila Niy@z  shehzadi  gudiya  Raksha Singh  Isma Arzoo

#Sad_Status Sh@kila Niy@z shehzadi gudiya Raksha Singh Isma Arzoo #शायरी

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile