Nojoto: Largest Storytelling Platform
panchi6887745363733
  • 19Stories
  • 60Followers
  • 79Love
    21Views

panchi

mai kitaab ka wo pehla panna hu jiske hone ya na hone se kisi ko koi farak ni pdta

  • Popular
  • Latest
  • Video
e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

#OpenPoetry Haan Mai Tha Bewakoof..
Apni Na Soch Dusaro Ki Sochta Tha...
Khud Ki Aankhe Nam Kar  Dusaro Ko Hasata Tha...
Khud Na Soke  Dusaro Ko Sukoon Deta Tha..
Khud Apne Aap Ko Neelaam Kar Dusaro Ka Viswas Kharidta Tha...
Han Sayad Mai Tha Bewakoof..
e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

hum sabne ye bhool zindagi me ek bar ki to jarur hi h..ki jab dil toot jata h aur ek insaan bewafai karke hume zhor jata h to hum sabse pehla kaam kya karte hai , hum uski galtiyo ka ek gucha banate hai.. aur usse apne aaspas baatna suru kar dete hai..lekin hum us bat ko kabhi nahi sochte ki chand mahino pahle hum us insaan ko khuda maan baithe the , use apni jaan apna sab kuch maan ke baitha tha aur agar aaj usne bewafai kr di to kya mai khud se jhut bolne ki aukaat rkhta hu kya mai khud se ye sawal karta hu ki kya m us waqt galat tha ya mai aaj galat hu aur agar mai us waqt galat tha to aaj use bura kahne ki mri koi aukat nahi h kunki sabse pahli galti meri thi us insaan pe bharosa karne ki

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Humne Bhi Kuch Khwaab Dekhe The
Anjane Me Kisi Ko Apna Banaya Tha
Wo Mile Is Kadar Ki Hum Khud Ko Bhul Gaye
Unke Sapno Ki Duniya Me Chur Hogye
Hum Bhi Sapno Ki Duniya Me Jeene Lage
Unko Dil Hi Dil Me Apna Banane Lage
Khuli Jab Aankhe Tab Sapne Tutne Lage
Jinhe Hum Chahte The Wo Dur Hone Lage
Jinhe Hum Chahte The
Pata Na Chala Wo Kab Kisi Aur Ka Naseeb Hone Lage
Ek Pal Me Unhone Hume Bhula Diya
Kisi Aur Ko Apna Bana Liya
Hume Is Kadar Bhula Diya
Ki Chah Kar Bhi Hum Unhe Bhula Na Sake
Apna Kisi Aur Ko Bana Na Sake

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

aati ho sapne me tum roj saj-sanwar kar 
kabhi suit to kbhi jeans pehankar
mai kbhi sath me khada hu to kabhi tere piche..
mera dil rkhta h trri yadoo ko sinche..
mera dil dhadkta gau kayi bar tujhe sochkar
kyoki rab ne banaya h tujhe bada tarash kar..

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Jabse aayi ho tum meri aankho ke samne,
Meri zindagi ke har panne mein shamil hoti ja rahi ho,
Beirada hi sahi mere har pal ko mehka rahi ho,
Ab to mujhe khud ko tatolna padta hai,
Ruk ja zara sa,,
Dil ko bar bar tokna padta hai
Mai sochta tha "dil" mera nirjiv hai,
Ye mara hua hai,
Par
Ye tumhe dekh tumse bolna chahta hai,
Kyon aagyi tum sardi ki dhoop banke,
Kyon aagyi tum mere man me chappi tasveer ka roop banke
Mai to jeet ta aaya tha hmesha,
Lekin ab mujhe tumse harna padta h..
Kyonki
Ab tumse boht pyar karne ko dil karta h..

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Log Kahte Hai, Wo Samajh Nahi Sakte Hume
Samajhna Unki Fitrat Me Hi shamil Nahi
Are Choro Samajhne Ki Baat
Kabhi Samay Mile To Samajh Ke Dekhna ki
Jab Dil TootTa hai To Aawaj Nahi Hoti
Sirf Nikalte Hai Aankho Se Aansu
Aur
Sari Duniya Hai Behti Hui Najar Aati..

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Ehsaan tera Hoga mujhpar
Jo dil chahta hai wo kahne do..
Mujhe tumse mohbat hogyi hai
ab palko ki chaanv me rahne do..
Tum hi ne mujhko hasna sikhaya
ab rone ko kahoge to rolenge...
Aansu k Hamare gum na kro
wo bahte h to bahne do...
Chahe Bana do , Chahe mita do
mar bhi gye to denge duaye..
Ud Ud ke kahegi khaak sanam
Ye dard-e-mohbatt sahne do..

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Tu Sun Sabki
Kar Jo Tera Dil Kahein,
Tera Viswas Todne Wale Kayi Hazar Hai Is Mehfil Mein,
Tu Tootne Mat Dena,
Lad Jana Sabse,
Har Ghadi Log Aayenge,
Neecha Dikhayenge,
Tu Girna Mat,
Khud pe Bharosa Rkh ke,
Har Gum Ko Laat Maar Dena,
Sabr Bhi Rakhna Din Raat,
Phir Dekh,
Ek Din Kamyab hojyga Meri Jaan ❤️

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Kash Zindagi sach much Kitaab Hoti
Padh sakta mai ki Aage kya hoga..??
kya paunga mai aur kya dil khoyega..??
Kab thodi khushi milegi , kab dil royega.?
Kash zindagi sachmuch kitaab hoti
Faad sakta mai un Lamhoo ko
jinhone mujhe rulaya hai
Jodta kuch panne jinki
Yadoo ne mujhe hasaya hai..
Hisaab to laga pata kitna
khoya aur kitna paya hai..
Kash zindagi sachmuch kitaab hoti..
Waqt se aankhe churake piche laut jata
Tute sapno ko firse armano se sajata
kuch palo k liye mai b muskirata
kash zindagi sachmuch kitaab hoti..

e20fabeb92cd9bc42005495090b40120

panchi

Mohabbat Boht Khubsoorat Hai
Agar Samne Wala Bhi Utna Hi Sacha Ho..

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile