Nojoto: Largest Storytelling Platform
bhaskarnautiyal2972
  • 17Stories
  • 36Followers
  • 96Love
    1.3KViews

Bhaskar Nautiyal

  • Popular
  • Latest
  • Video
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

#alone💔 

#suspense

alone💔 suspense

ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

#krishna_flute
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

tajurba

#inspirational
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

तजुर्बा हो गया अब जिंदगी का इतना,
कि जीना ही होगा इसे हर हालत में हमें ।
खोया हुआ यहीं रहना है,
पाया हुआ भी यहीं का है ।
कङवा है पर सच है जिंदगी का ये,
कि बसाना होगा इसे अपनी आदत में हमें ।

खुशियाँ ज्यादा पचती नहीं है,
उदासियाँ भी तो जचती नहीं है ।
सिलसिला हो गया इनका जीवन में,
कि रम जाना होगा जीने की चाहत में हमें ।
कङवा है पर सच है जिंदगी का ये,
कि बसाना होगा इसे अपनी आदत में हमें ।

खूबियाँ ज्यादा पचती नहीं है,
खामियाँ भी तो जचती नहीं है ।
सिलसिला हो गया इनका जीवन में,
कि गुम जाना होगा जीने की सोहबत में हमें ।
कङवा है पर सच है जिंदगी का ये,
कि बसाना होगा इसे अपनी आदत में हमें ।

तजुर्बा हो गया अब जिंदगी का इतना,
कि जीना ही होगा इसे हर हालत में हमें ।

©Bhaskar Nautiyal tajurba
#stay_home_stay_safe
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

#krishna_flute
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

#lovebeat
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

Naadi ke paar jana hai
Waha ek alag jamana hai
Wahi aab kisi ka ashiyana hai

Aarsa ho gaya hai 
Mausam badal gaye 
Saathi chale gaye 
Mein khada yaha iss tat par naadi ke iss paar 

Chodne aya tha mein tumko uss naav par
Kya chod gayi mujhe tum uss tat par
Wada kiya tha maine rahunga iss tat par 
Rah dekhunga tumhari iss tat par
 
Nadi kuch lambi hai
Kuch gehri hai
Kuch uffaan se bhari 
Kuch shant bhi hai
Kya isi ne mujhse sab cheena hai 

Mujhse ye naadi aaj kehti hai 

Waqt aur mein kisi ke liye nahi rukti hui 
Insaan bhi waisa hota hai 
Thoda khud garj woh bhi hota 
Nikal ja tu bhi apne safar par woh na laut ke aani hai

Bahut tat dekhe hai maine
Bahut log jeev jantu dekhe hai maine 
sheetal aur sundar hai saare

Sab ko chod ke ayi hui 
Phir aage bhaad jaungi 
Tujhko bhi chod ke jaungi


Kal phirse nayi ho jaungi


Roj shaam ko ek Roshni naadi ke paar dikhayi padti hai 
Kya woh tumhare ghar ki hoti hai
Kya jab barish yaha hoti hai 
Toh kya waha bhi barish hoti hai
Kya aati ho tum bhi kabhi tat par

Kuch log tumhe yaad karte hai
Naam na lunga tumhari rah dekhte hai

Koi sandesh hi bhejwa do 
Acha ho ya bura unka maan hi rakhwa do
Do mein se ek hi hoga kuch sandesh mein

Ya aana chahte ho tum
Naadi paar 

Ya phir aab mein iss par 
Tu uss paar. #Love
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

Naadi ke paar jana hai
Waha ek alag jamana hai
Wahi aab kisi ka ashiyana hai

Aarsa ho gaya hai 
Mausam badal gaye 
Saathi chale gaye 
Mein khada yaha iss tat par naadi ke iss paar 

Chodne aya tha mein tumko uss naav par
Kya chod gayi mujhe tum uss tat par
Wada kiya tha maine rahunga iss tat par 
Rah dekhunga tumhari iss tat par
 
Nadi kuch lambi hai
Kuch gehri hai
Kuch uffaan se bhari 
Kuch shant bhi hai
Kya isi ne mujhse sab cheena hai 

Mujhse ye naadi aaj kehti hai 

Waqt aur mein kisi ke liye nahi rukti hui 
Insaan bhi waisa hota hai 
Thoda khud garj woh bhi hota 
Nikal ja tu bhi apne safar par woh na laut ke aani hai

Bahut tat dekhe hai maine
Bahut log jeev jantu dekhe hai maine 
sheetal aur sundar hai saare

Sab ko chod ke ayi hui 
Phir aage bhaad jaungi 
Tujhko bhi chod ke jaungi


Kal phirse nayi ho jaungi


Roj shaam ko ek Roshni naadi ke paar dikhayi padti hai 
Kya woh tumhare ghar ki hoti hai
Kya jab barish yaha hoti hai 
Toh kya waha bhi barish hoti hai
Kya aati ho tum bhi kabhi tat par

Kuch log tumhe yaad karte hai
Naam na lunga tumhari rah dekhte hai

Koi sandesh hi bhejwa do 
Acha ho ya bura unka maan hi rakhwa do
Do mein se ek hi hoga kuch sandesh mein

Ya aana chahte ho tum
Naadi paar 

Ya phir aab mein iss par 
Tu uss paar. #twilight
ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

ladka hona bi muskil h janab

ladka hona bi muskil h janab

ea98d26886c12e90d6b60948ccce5dce

Bhaskar Nautiyal

dhoka

dhoka

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile