Find the Latest Status about kagaz ki bachat kaise kare from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, kagaz ki bachat kaise kare.
Thought By Khan
ईशा की नमाज मे तरावीह की नियत कैसे करे ? नियत की मैंने दो रकात नमाज़ सुन्नत तरावीह, अल्लाह तआला के वास्ते, वक्त इशा का, पीछे इस इमाम के मुहं मेरा कअबा शरीफ़ की तरफ़, अल्लाहु अकबर कह कर हाथ बाँध लेना है फिर सना पढ़ेंगे ©Islamic Thought Travih Ki Niyat Kaise Kare....
Travih Ki Niyat Kaise Kare....
read moreDr Rekha Kumari
ख़ुद पर थोड़ा वक़्त खर्च करिये, महत्पूर्ण आप हैं, कोई नहीं कुछ भी बचाएगा आपके लिये, आपकी बचत आप हैं। ©Dr Rekha Kumari #Bachat
Basanti Shasmal
jjeevan ki prayas ©Basanti Shasmal #short video viral kaise kare #jeevan ki prayas
AFZAL KHAN
कागज़ kagaz hi ek jagah hai jaha log hale dil ko baya karte hai agar kagaz hi jal jae to dil bhi jala huwa lagta hai #kagaz #ki #ahmiyat
Rahimuddin Eraki
White SHIRK SAWAAL: Kisi se Shirk ya Kufr ho jaaye toh kya kare ? JAWAAB: Tauba aur tajdeede Imaan kare biwi waala ho toh tajdeede nikha kare aur mureed ho toh tajdeede baiyyat bhi kare. SAWAAL: Shirk aur Kufr ke alaawa koyi dusra gunah ho jaaye toh maafi ki kya surath hai ? JAWAAB: Tauba kare Khudaaye Ta'ala ki baargah me roye gid gidaaye apni galti par naadim wa pasheema ho aur dil me pakka ahad kare ke aub kabhi aisi galti na karunga, sirf zuban se tauba tauba keh lena tauba nahi hai. SAWAAL: Kya har qism ka gunah tauba se maaf ho sakta hai ? JAWAAB: Jo gunah kisi bande ki haqtalafi se ho maslan kisi ka maal gazab kar liya, kisi par tohmath lagaayi ya zulm kiya toh inn gunahon ki maafi ke liye zaruri hai ke pehle uss bande ka haq waapis kiya jaaye ya usse maafi maangi jaaye, fir Khudaaye Ta'ala se tauba kare toh maaf ho sakta hai. Aur jis gunah ka ta'alluq kisi bande ki haqta'lafi se nahi hai balki sirf Khudaaye Ta'ala se hai, uski doo qisme hai ek woh jo sirf tauba se maaf ho sakta hai jaise sharaab noshi ka gunah aur dusre woh jo sirf tauba se maaf nahi ho sakte hai jaise namaazon ke na padhne se gunah iske liye zaruri hai ki waqt par namaazon ke adaa na karne ka jo gunah huwa usse tauba kare aur namaazon ki kya qaza padhe agar aaqiri umr me kuch qaza reh jaaye toh unke fidiyah ki wasiyat kar jaaye. ©Rahimuddin Eraki Tauba Kaise Kare
Tauba Kaise Kare
read more