Find the Latest Status about vedi meaning in malayalam from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, vedi meaning in malayalam.
Himanshu vediG
Chlo man liya ki hum bache h Kano ke sath sath baato ke bhi kache h Or tum chod gai ho aaj hume hum fir bhi chup h Kyu ki tum buri sahi hum ache h vediG #vedi#bachpana
Himanshu vediG
Tere aane ki khushi pe bhag se titliya utha di sari , Karme me mere andhera tha sitaro se roshani noch li sari , Or mujhe Dard me bhi dekh kar na aaya tu pass mere To laga ki u hi mar jate bekar tujhe aavaj mari #himanshu#vedi
Himanshu vediG
Be waqt nikharne ki baat karte h Waqt ko jakadne ki baat karte h Or aaj chaye se bhi jalne wale hath Hum angaaro kl pakad ne ki baat karte h 😎😎😎😎 #vedi#ladai#kajal
Himanshu vediG
Log suchte h ki tumhe hum se jada chaha lenge , humse phale aapko paa lenge, or log darne lage h aaj kl mafilo me jab se humne ye elan kiya h , ki kisi ne agr sucha bhi to hum uski jaan le lenge vediG #vedi#love#gunu
Himanshu vediG
To be with you Aksar dil karta h ki aapki baate man le, jo aap bolte ho thoda hi sahi pr un baato ko jaan le , or aaj kl hum to kisi ki duaa me bhi aane se darte h , kahi koi hume duaa me apse mang na le vediG #vedi#love#gunu
Himanshu vediG
Narajgi thi uski ki m galt hota jaa rha hu Galt valt kuch nhi bs m ab usski baato m na aa rha hu Or ab mujhe uski bachkani harkato se maja nhi gussa aata h Sayad nhi magr haa kyu m ab bada hota jaa rha hu vediG #vedi#love#gunu
Himanshu vediG
Aaj kl hum har chij ko nathate h , gussa aaye ya na aaye fir bhi logo ko dhathate h , or tumhe kya lagta h ki hum ab tum bina rah lenge are tumne kya pata hum tumhare bina din kase kathate h vediG #vedi#love#gunu
Himanshu vediG
Under the sky Aaj kal tumhe yaad karne ke bahane dhundha karte h , apni feeling ko alfaso pe kase tabadil kare , bs itna samjh lo ki hum tum pe hi marte h , or ab to ye aalam h ki baate chahe kisi ki bhi ho par yr hoth khambakhat baat tumhare naam se suru or tumhare naam pe hi khatam karte h vediG #vedi#love#gunu
Himanshu vediG
Har pahad pr khud ko jadana acha nhi hota Fakiro se muh ladana acha nhi hota Or lhud aata kiya h khuda ne tujhe Sare aam dikhana acha nhi hota Or pachtaoge bohut baat manlo meri Paglo ko samjhna acha nhi hota Or roye ho aaj tum mere liye koi nhi Aaj khud pe biti to samjh ne aya Kaha tha na mne ki kisi ko rota dekh hasna acha nhi hota vedi ji #kajal#vedi#ladai