Nojoto: Largest Storytelling Platform

New baba baijnath dham shivling Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about baba baijnath dham shivling from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, baba baijnath dham shivling.

Deepak Kumar Verma

Baba Baijnath Dham Yatra

read more

Baijnath bahi

Baijnath

read more

Sushil Chaudhary

baba Baijnath ki bhagti me shakti.#

read more
om namah shiway
bhagti me hai shakti
bhagat me baste bhagwan 
dosto ye kahani hamari sath ghati hue hakikat hai.
1990 me sawan ka mahina thaa.,mai our hamare panch sathi delhi se sultan ganj  trean se pahuche ,,hotel book kiyaa our raat ko hotel me so gaye...
jab subah hue to hum sab baba ka naam lete hua sultan ganj ganga ghat pahuche ,,
ganga naha liye fir jal bhar ke baba ka gungan karte huye aage badhte chale gaye ..
kabhi mai aage to kabhi hamare sathi..
baba ka naam japte japte kankar patthar chubhate huye aage badhate rahe 
jaise jaise baba ke pass najdeek jaate utna hi lagta ki pair ab aage nahi badhdge..tab mahadev ka naam lete hi sab kuchh.moh-maya bhool gaye..bas etna aas lagi thi ki 
baba vaijnath se darshan hoga ki nahi.
chalte chalte ,sab pahle pHuch gaye ..5ghante pahle ,,mai kafi pichhe rah gayaa
sanjog dekhiye ki 
mere pass thorde se rupeeye the 200 rupees..
baki paise maine apne sathi ko de diya tha ..
tum rakho jarurat paregi to le loongaa..
our meraa phone bhi  off ho gaya tha..
our bheer itni ki dekh..ke..man bahut hi ghabra rahaa thaa..
samajh me nahi aa rahaa tha ki akele kyaa karu
panda ka na to nambr tha na kuchh..bhi..
jab baba ke darbar ke pass pahucha to panda log sab ka pujaa karwa rahaa tha..,,bahut saare kawriya pujaa karwa ke mandir ke uper hi jal fek ke..bhag rahaa tha..
maine bhi panda se puchha mere saathi gum ho gaye hai nahi mil rahe hai ..
pandit bole himmat hai to parikarma lien dekh lo ..
nahi to jal aise hi fec ke chadha lo..
mere to manme ghabrahat .aankho me aansoo
our baba ka dhayan kiya our chala gaya 20 km..lambi parkarma lion me paharo ke paass..
fir haath me jal liye baba ka naam japte japte lioen me bhagta raha 
thik..rat..ko 11:20 mint pe baba ke darbar me itna bheer ki mai bataa nahi sakta
lekin baba baijnaath ka japte japte himmat nahi haari pahut gaye baba ke shivling per jal chadhane..
our chadha bhi diye baba ka bharpur sharshan bhi kiya..
jab log sab kah rahe the ki bheer me itne aadmi dav gaye -to bhi nahi ghabraya
bas chalte gaye mahadev ki dhayan me...
bam bam bhole 
jab baba baijnaath ki dharshan karke man itna utsahit hua ki lagrahaa tha ki..saara jaha maine pa liaa..
fir bhi kisi saathi se mulaqaat nahi hue 
wo sab bhi bahut 
dhoond rahaa tha 
mike me elaunce karwa rahe the ..,
fir bhi nahi mile
fir maine shiv ganga naha ke baba bashuki naath ke darshan kiye jab saare jaha se ghoom ke aaye  to khaane ke liye paise bhi khatam ho gaye the..
mere.sathiyo ne ghar per phone kar diya ki karab 8 ghante ho gaye hai abtak sushil nahi mila hai ..pataa hi nahi chal rahaa hai 
hamare ghar per sab ka boora hal ro_ro.ke..
sushil ke paass nato paise hai na phone ..
maine kaee bhai ko bola mere saathi chhooth gaye hai kisi ne help nahi ki..
lekin maine bhi himmat nahi haari
baba ko yaad karta raha ..
ghumte ghumte 
bhor.3:30 minat per maine sochha chalo hotel ki taraf man hua jaane ka .baba mai bhatka hu to tu hi paar lagayegaa..
jaise hi hotel ke paass pahuchha  to mujhe laga ki meraa sathi ja raha hai..mai bhi 
uska haath pichhe se pakar liya darte darte..
jaise hi uska najar mere ko dekha 
bilakh..bilakh..ke..rone..lagaa our gala laga liyaa..
our sab sathi mil ke. baba ke jaikara lagaane lage ..our nachne lage..
jaimahadev 
om namah shiway..
agar man me sharda ho to bhagwan hamare 
dil me baste hai..
jai mahakal..
hamesha mere ek ek shas per tera naam rahega baba bholenath

©Sushil Chaudhary baba Baijnath ki bhagti me shakti.#

Jitender Rathor

shivling

read more

Bhavneesh

Ritu Nalwa

Devendra Lohar

Rajasthani Shivling

read more

Kavita Singh

baba bagasawar dham

read more

Priyansh Gehlot

Bageshwar Dham Baba

read more

Mohit

baba bageswar dham

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile