Find the Latest Status about kishwar merchant from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, kishwar merchant.
Mohd Arsh malik
dil ko bhī ġham kā salīqa na thā pahle pahle us ko bhī bhūlnā achchhā lagā pahle pahle dil thā shab-zād use kis kī rifāqat miltī ḳhvāb tābīr se chhuptā rahā pahle pahle pahle pahle vahī andāz thā dariyā jaisā paas aa aa ke palaTtā rahā pahle pahle aañkh ā.inoñ kī hairat nahīñ jaatī ab tak hijr kā ghaao bhī us ne diyā pahle pahle khel karne ko bahut the dil-e-ḳhvāhish-dīda kyuuñ havā dekh jalāyā diyā pahle pahle umr-e-ā.inda ke ḳhvāboñ ko pyāsā rakkhā fāsla paañv pakaḌtā rahā pahle pahle nāḳhun-e-be-ḳhabarī zaḳhm banātā hī rahā kū-e-vahshat meñ to rasta na thā pahle pahle ab to us shaḳhs kā paikar bhī gul-ḳhvāb nahīñ jo kabhī mujh meñ thā mujh jaisā thā pahle pahle ab vo pyāsā hai to har buuñd bhī pūchhe nisbat vo jo dariyāoñ pe hañstā rahā pahle pahle vo mulāqāt kā mausam nahīñ aayā ab ke jo sar-e-ḳhvāb sañvartā rahā pahle pahle ġham kā dariyā mirī āñkhoñ meñ simaT kar pūchhe kaun ro ro ke bichhaḌtā rahā pahle pahle ab jo āñkheñ huiiñ sahrā to khulā har manzar dil bhī vahshat ko tarastā rahā pahle pahle maiñ thī dīvār to ab kis kā hai saaya tujh par aisā sahrā-zada chehrā na thā pahle pahle ©Mohd Arsh malik kishwar naheed poet #fullmoon
kishwar naheed poet #fullmoon
read moremanish patel ... मन...
is safar se suffer kar raha hai, tera humsafar .. Mere suffer ki e humsafar, tu rakhti hi nahi, ab khabar ... ...mann... #humsafar #मनकहे_अनकही kishwar mirza
#humsafar #मनकहे_अनकही kishwar mirza
read moreReadmespeak
मैं कोई ताजिर नही, बेरहम और कठोर। तुम्हारी यादें आ जाये तो उन्हें जाने नही देता और तुम्हारी याद जो छोड़ के चली जाए तो फिर उन्हें वापस आने नही देता।। ताजिर - trader merchant.
ताजिर - trader merchant.
read moreMohd Arsh malik
It is we sinful women who come out raising the banner of truth against barricades of lies on the highways who find stories of persecution piled on each threshold who find the tongues which could speak have been severed. ye ham gunahgār aurteñ haiñ jo ahl-e-jubba kī tamkanat se na ro.ab khā.eñ na jaan becheñ na sar jhukā.eñ na haath joḌeñ! It is we sinful women. Now, even if the night gives chase these eyes shall not be put out. For the wall which has been razed don't insist now on raising it again. It is we sinful women who are not awed by the grandeur of those who wear gowns who don't sell our bodies ©Mohd Arsh malik poet kishwar naheed para 3rd #womensday
poet kishwar naheed para 3rd #womensday
read moreMohd Arsh malik
ye ham gunahgār aurteñ haiñ jo ahl-e-jubba kī tamkanat se na ro.ab khā.eñ na jaan becheñ na sar jhukā.eñ na haath joḌeñ We sinful women ye ham gunahgār aurteñ haiñ ki jin ke jismoñ kī fasl becheñ jo log vo sarfarāz Thahreñ niyābat-e-imtiyāz Thahreñ vo dāvar-e-ahl-e-sāz Thahreñ It is we sinful women who are not awed by the grandeur of those who wear gowns who don't sell our lives who don't bow our heads who don't fold our hands together ©Mohd Arsh malik poet kishwar naheed para 1st #womensday
poet kishwar naheed para 1st #womensday
read moreMohd Arsh malik
ye ham gunahgār aurteñ haiñ ki sach kā parcham uThā ke nikleñ to jhuuT se shāhrāheñ aTī mile haiñ har ek dahlīz pe sazāoñ kī dāstāneñ rakhī mile haiñ jo bol saktī thiiñ vo zabāneñ kaTī mile haiñ It is we sinful women while those who sell the harvests of our bodies become exalted become distinguished become the just princes of the material world. ye ham gunahgār aurteñ haiñ ki ab ta.āqub meñ raat bhī aa.e to ye āñkheñ nahīñ bujheñgī ki ab jo dīvār gir chukī hai use uThāne kī zid na karnā! ©Mohd Arsh malik kishwar naheed poet para 2nd #womensday
kishwar naheed poet para 2nd #womensday
read more