Find the Best itihash Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos abouthindi sahitya ka itihas by ramchandra shukla, itihas to vahi rachte he jo shayri 0, ministry of skill development and entrepreneurship result 2018 iti, ministry of skill development and entrepreneurship iti result 2018, ministry of skill development and entrepreneurship iti result,
Rohit Ekka
जीवन में एक बार जो फैसला कर लिया तो फिर पलट कर मत देखो; , क्योंकि; , पलट-पलट कर देखने वाले इतिहास नहीं बनाते। ©Rohit Ekka #navratri #jivan #itihash #vichar #rohit
Shishir Rane
Swadarshan chakra Iss shrishti mein sarv shatron mein swadarshan chakra ke bare mein bataya hai ki shri krishna iss dhara par avtarit hue to huno ne bahut roop se vishtar se bataya ki sarv shaktiyon ke data ve shri krishna hai parantu yah koi satya nai hai balki ardha jankari di hai balki deni chahie sampurn riti.iss sampurn satya katha ko iss dhara par laya hai shiv nirakar jyoti bindu parmpita parmatma ne parantu iss purna katha mein ek satya baap ke bajae putra arthath shri krishna ke naam ko darj kar diya hai parantu iss mein hum aap ko kya satya, kya asatya yah spasht roop se roop se bataya hai ki kya ek putra iss purn shrishti ka sanchalan kaise kar shakta ha? agar aise hota to sarv bethon ne apne pitaon ko jagah li hoti parantu aise nai nai vashtav mein dekha jaye to yaha iss swadarshan chakra ko koi aur ne nai ek mahan shakti ne apne iss shreshth maharati jine hum sabhi manushya aatmaye prem se baba bulate hai vo hai brahma aur une shatron mein brahmand ke rachayita kah kar bulate hai una ke jo malika hai vo hai shiv arthath hai kalyan kari vo iss jagat ka udhar karne avatarit hue hai prajapita brahma dwara jo aadhi, sanatan devi, devta dharm ki shapna karne iss prutvi par avarit hue hai jisse sabhi manushya jati ka kalyan ho shakhe. ab hum aapko iss swadarshan chakra ke bare mein kuch tatya batane padhare hai jo vashtavik roop mein iss shrishti ke bare mein batayenge. 1.Satyug: Yah jo yug hai vo koi aam yug nai hai balki yah ek devi-devta dharm ka bahut bada yug hai jisse sarv dharmo ne mana hai aur is ko sabse bada sthan diya hai.to iss swarnim bharat jidhar sirf aur sirf devi-devtaye nivas karti hai. vaha koi dukh,dard,gum aisi basha hi nai hai udhar sirf aapko sukh aur shanti dekh ne ko milegi.ek aisa desh jisa mein aapko charo taraf hariyali hi hariyali dikhayi degi sabhi aur sarv rajya ke devi-devta arthath shri krishna shri radhe(shri laxmi shri narayan vicharan karte dikhayi denge. 1.vatavarn- Aise swarg mein charo aur shudha awaaye hongi sath-sath vaha hariyali hi hariyali hogi sarv taraf phoolon se saja hua sath mein peda-poude honge jo itane ghane honge jo unan par bahut prakar ke phar prapt honge. 2.mahal-madiya- Usa sone ki duniya mein jaha charo aur sugandit pushp harenge jo vaha ke pedon par bhi aisi mahag wale fhal denge jo itne rash wale honge jo ek baar kha kar petha baar jayega. sabhi taraf bahut sare gane vruksh hone jo vo bhi bahut suganda falayenge aisi nagari mein ja par sarv aur suganda hi sauganda hoga vo hi aisa rajya devi-davtaon ke liye hai jaha par bapur matra mein sukh adha hoga koi bhi kami nai hogi.vaha par sone ke maha-madiyae hongi jo purn sudha sone ke rahenge aise desh mein arthath sukh,shanti ke desh mein dhan bhi bahut matra mein sabhi devi-devtaon ke pasa rahega aur 21 pidi tak sone ke desh nivash karenge jaha par athah sukh,shanti aur athah samruddhi rahegi. 3.Poshak- Dekha jaye to vaha usa swarnim yug mein devi-devtaye sampurn satrangi poshak se ban-than kar nikalenge apne swayam ke pushpak viman se pure sira se lekar pav tak swarn-aabushan se sampurn honge aur aise aabushan jo kisi ne dekhe bhi nai honge. sabhi taraf hire, jawaraton se lekar hiron tak purn honge vaha ke poshak aise divya aur bhinna honge jo kisi ne kabhi nai dekhe honge. una har ek poshakong par hire,motiyon ki nakshi rahegi jo koi bhi kalp mein vaishi nakshi dekhi nai hogi.sampurn sabhaon, dharbaron mein aane par una vashtaron se unki sobha aur adhik roop se badegi. 4.Aabhusan- Hume usa sone ki nagar(satyug) jise kahte hai vo aisa rahega jo pure abhushanon se bhara hoga charo taraf har jagah par sone,hiron ke mahal honge koi bhi stan aisa nai hoga jo sone,chandi, hiron se sampuran nai ho. vaha ki rachana hi aisi hogi jo sampuran stan par prakash hi prakash hoga mahal ke bitar to andar bhi prakash rahega.udhar ek.ek aabhusan vaha bahut shudha honge sarvtra va sone, hire hi honge aur vaha patar,kankar bhi hire moti hi dikhai padenge. 5.Mahal-madiya:- Satyug mein jisa stan par devi-devta nivas karenge vaha par mahal itne bade honge jis mein pura daivi parivar hoga. koi ne bhi itna bada dekha nai hoga ki itna ek-ek mahal bahut bada hoga aise mahal kabhi bhi dekhe na ho. madiya arthath usa stan par gumane liye devi-devtaye jayengi vo alga stan hoga. har ek devi-devta ka alga se 'nidra-kaksh' hoga jo hire-motiyon ka hoga kushiya hi kushiya hogi ja par khel ne liye bhi bahut bada arthat teen-char makan itne honge. jisa mein har khel ek-dam ucha koti ke rahenge. 6.Padaiya:- itne sundar ucha koti ki nivas stan rahenge ushi prakar se vaha par padai bhi hongi aur vo bhi sirf do prakar ki 1.kala aur 2.chitrakala una ke bhi alag se madiya hongi jo nrutya rahenge jo sarv se bhinna honge aur nrutya itne khas va par rahenge ki par pahile se hi aarab hoga. jo har devi-devta mahir hoga aur har kary mein tivarta hogi aur una mein josh arthath himmat kut-kut kar rahegi. 7.Nishani:-hume satyug mein shri laxmi, shri narayan charo taraf ddekhne mein aayenge aur vaha par ina maharaja,maha- rani ka rajya hoga ek sata hi hongi. purn jag mein ek maharaja , ek maharani ki sata rahengi. una ka hi hukum chalega. vaha usa swarnim yug mein koi aur maharaja, maharani nai rahenge. vaha ek hi nishani hogi vo bhi shri maharaja narayan shri maharani laxmi arthath chaturbhuja ki. 8.Pashu-pakshi:-aise lok mein devi-devtaye nivas karenge jaha par pashu panshi bhi itne sundar honge jo kabhi bulane ki nobat nai aayegi kyuki vaha par ko shora nai hoga kyun ki usa nagari mein gaya swayam hi ja kar kha ke aayegi ekdam shanti hi shanti hogi. rahenge abhi ki tarah parantu bahut sundar pashu-panchi rahenge.vaha par gaya,pakari aur anya pashu-panshi sabhi ek nadi ke kinare chal piyenge koi aise rahenge ki unake anga se badi khooshbhu aayegi. 9.Jan-sakhya:-Vaha satyugi sone ki shrishti hogi koi jyada manushya devi- devtaon ki sankya bahut jyada nai hogi kyunki vaha sabhi ahinshanmak parmo- dharm ke navashi hoge. usa sone ki nagari mein sirf ek balak,ek balika hogi arthath shri krishna,shri radha aise bache,bachiya honge jo janma se aandit honge aur kabhi bhi rohenge sada hi mashkurate rahenge.vaha par arthath satyug mein 1 lakh devi-devta honge aur sabhi taraf shukh-shanti,prem aur anand se barpur honge. ©Shishir Rane #Bharat ka #swarnim #itihash
धर्मेश राजपूत
जमाना जनता हैं इतिहास क्या हैं 😂 #itihash #Rajput #Rajputana #mihirbhoj #itihashchor #rajsthan Rajput writes Duggu Thakur Avdhesh Rajpoot Yamini Thakur shivaji kushwaha #rajputi #Bana #Jaipur #इतिहास
read moreVISHWADEEP KUMAR
Kya kahe itihas mera wo ik khali sa panna hae.. Kabhi sochha tha hamne bhi Ki hamkobhi Kuchh banna hae.. Magar na ban Saka Kuchh Bhi mae lekin.. Ab age Kuchh karna hae... Is duniya se ladna hae... Ya hamko bhi ab Marna hae... #itihash
c.s.panchal
मंजिल पर चलता चलता, थक हार फिर चल देता हैं राही। यही वो कदम होते है, जो देते महान इतिहास की गवाही मंजिल पर चलता चलता, थक हार फिर चल देता हैं राही। यही वो कदम होते है, जो देते महान इतिहास की गवाही लेखक-- #cspanchal #manjil #har #kadam #motivtion #mahan #itihash
मंजिल पर चलता चलता, थक हार फिर चल देता हैं राही। यही वो कदम होते है, जो देते महान इतिहास की गवाही लेखक-- #cspanchal #manjil #Har #kadam #motivtion #mahan #itihash
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited