Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Poori Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Poori Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutrich and poor love quotes, i love you pooja, poo nee poo images with quotes, poor boy love tamil status videos download 0, poor boy love status videos download 0,

  • 55 Followers
  • 166 Stories

Homenese kitchen

Santosh Narwar Aligarh (9058141336)

jeev sanjh iktarfaa

Atuul

Lunch for all Nojoto fans poori nojoto #no #Poori #you #ShortStory

read more

MINTU KUMAR

#Hindi heart touching poem part -1 #Poori poem ke liye 2nd part dekhe

read more

chetna vasane

read more
naah jane ab ye dooriya ab kab poori hogi 
teri meri mulakat ab kab hogi 
yun to jeena sikhaliya h tere binaa ...
lakin meri zingadi me tere wapis anane ki ....
talash naah jane ab kab poori hogi 
yun to khub roi hu akle in kaali raton me ....
meri zandagi me ab tere pyaar ki talash ab kab poori hogi ..

kapil dev sahu

read more
Mante Hai Hum Har Baat Kehni Zaruri Nahi Hoti,🥰

Lekin Har Baat Ankhon Se bhi Poori Nahi Hoti,😍

Dil Kahe To Raaz Khol Du Kyun Ki kabhi bhi,❤️

izhaar Ke Bina Mohabbat Poori Nahi Hoti.🙈😘

Parveen Firdose

sukoon

read more
Uski talaash mei tho poori dunya lagi hui hai
Kabhi khwaishein poori karke dhekli tho
Kabhi paison se paana sochli 
Dunya ki saari sundar jagah se bhi dundli 
Milega nahi wo kisiku ..jo dhundraha bekarar hokar... 
Sukoon hai galib kya dunde hum wo bahar
kabhi apni zindagi ku samajke tho dheko milejayega  apne hi andhar..... sukoon

Pari Singh❣️

meli M@@#Life

read more
Ye soch soch kar poori zindagi nikal jati h
Ki...kya hume kabhi koi pyaar nhi krega
Lekin..
Hum bhool jate h uss MAA ko jo 
hume alni poori Zind@ngi manti h 👩‍👦 meli M@@#Life

Naziya M.

Story : Khwab Writer: Naziya M. Story based on virtual gaming Avakins. Aaj itne waqt baad hum dono amne saamne aane wale the.Dil mein ajeeb tarah ki ghabrahat thi.Halaki hum dono ek dusre k liye bilkul bhi ajnabi nahi the.Ek dusre ki zindagi se sire se wakif the.Bas kabhi ek dusre ko dekha nahi tha.Lekin hamesha hasrat thi dekhne ki.Ye virtual mulaqatoan ka silsila jab shuru hua jab me ek din koft me akar dunia ko alvida kahna chahti thi.Dil me gussa tha.Depression se meri tabiyat din ba din b

read more
 Story : Khwab
Writer: Naziya M.

Story based on virtual gaming Avakins.

Aaj itne waqt baad hum dono amne saamne aane wale the.Dil mein ajeeb tarah ki ghabrahat thi.Halaki hum dono ek dusre k liye bilkul bhi ajnabi nahi the.Ek dusre ki zindagi se sire se wakif the.Bas kabhi ek dusre ko dekha nahi tha.Lekin hamesha hasrat thi dekhne ki.Ye virtual mulaqatoan ka silsila jab shuru hua jab me ek din koft me akar dunia ko alvida kahna chahti thi.Dil me gussa tha.Depression se meri tabiyat din ba din b
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile