Find the Best Pakar Shayari, Status, Quotes from top creators only on Gokahani App. Also find trending photos & videos aboutwho is the father of pakistan, quran images and nabi pak s.a.w shayri 0, pak independence day poetry, pak rs to indian rs 10, pak army jobs for girls 10,
Ashish panwar
bdal de ab meri in hatho ki lakir ko... apne aap se rosan kar de meri is taqdeer ko.. pakar tujhe ban jau main badsaah is jahaan ka... bas naam kar de tu khud ko ab is fakeer ko... #lakeer #taqdeer #naseeb #hathokilakeer #fakeer #badsaah #bnjau #pakar #
priya divwedi
पुरानी यादें आज भी, beshaq jiti hu aaj me lekin aaj wo purani yade mujhe u rulati he agar tujhe pakar u kho dena ya tujhe pakar u ro dena agar ye ishq he to ham ekele hi achchhe he.wo yade hi kya jo ashu ke siwa khushi n de . purani yade#$$
purani yade#$$
read moreSunny Rastogi
Poem name: -( ‘’ek dil’’ ) Ek Dil dhoodhne nikla jab khushiyon ki manjil the rahon mai, kante or door tha sahil. Bina parwah kiye raston ke kanton main , chalta raha sehta gaya peeda shalon ki. Na tan par thakan thi na koi peeda ka tha asar, uske liye to jaise dard bhi ho gaya tha beasar. Kafi door or kai meelon tak chalke, सालो ka faishla ते karke wo pahuncha sahar manzilon tak. pata puchha apni manzil ka kai logon se, nahin mila pata par wo ghoom gaya kuchh ghar dilon ke. Jab kafi puchhne par bhi nahin mili manzil to gir gaya wo, katra katra bikhara or toot gaya wo, na aas thi saans bhi aakhri thi usmain, phir ek chamatkar hua or manzil khud aa gayi pass mein. Manzil ko dekhkar ukhdi hui antim saans dil main kuchh der rooki, wo bola ab mili manzil mujhe jab saans hi na rahi. Shukriya! Jo meri jaan nikalne se pehle manzil aa gayi, kahkar uski antim saans bhi khusi pakar ruk gayi. Chain or sukoon se khusi ki manzil pakar, dil chala anjaan safar ki or duniya chodkar. Ek dil chala tha dhoodhne kushiyon ki manzil, jaan dekar wo pa gaya tha khusiyon ka manzil.........
Lata Sharma सखी
Poem name: - ‘’ek dil’’ Ek Dil dhoodhne nikla jab khushiyon ki manjil, the rahon main kante or door tha sahil. Bina parwah kiye raston ke kanton ki , chalta raha sahta gaya peeda shoolon ki. Na tan par thakan thi na koi peeda ka tha asar, uske liye to jaise dard bhi ho gaya tha beasar. Kafi door or kai meelon tak chalke, salon ka fashla tai karke wo pahuncha sahar manzilon ke. Pata puchha apni manzil ka kai logon se, nahin mila pata par wo ghoom gaya kuchh ghar dilon ke. Jab kafi puchhne par bhi nahin mili manzil to gir gaya wo, katra katra bikhara or toot gaya wo. Ab na aas thi saans bhi aakhri thi usmain, phir ek chamatkar hua or manzil khud aa gayi pass mein. Manzil ko dekhkar ukhdi hui antim saans dil main kuchh der rooki, wo bola ab mili manzil mujhe jab saans hi na rahi. Shukriya! Jo meri jaan nikalne se pehle manzil aa gayi, kahkar uski antim saans bhi khusi pakar ruk gayi. Chain or sukoon se khusi ki manzil pakar, dil chala anjaan safar ki or duniya chodkar. Ek dil chala tha dhoodhne kushiyon ki manzil, jaan dekar wo pa gaya tha khusiyon ka sahil. ©सखी #खुशी #मंजिल #कांटे #साहिल
Radhika
Tu meri woh jannat ho..jise pakar bhi pa na saken Tu meri woh lamha ho.. jise pakar bhi pa nakeh Isqt ka naasa esa charah ki, hum apneh aap ko bhul baethen Bas ab toh pariyad si nikalti hai dil seh, ae khuda tu neh dih hai mujhe, par esa bhi kiya......jo na kabhi apneh bansakeh..na parayen bas ab toh na jeete hai na marte hai har pal sineh meh dharate rehte hai ...saasen bankar tu sapno meh aateh rehten hai....ehsasen bankar tu, awajen bankar dorteh ho meri ragoh me tu, waqt kab haath seh nikalte chaleh gaye pata hi nahi chala ek leher ki tarha beh gaye jindagi... phir kab nadih ki do kinareh ban kar reh gaye hum.... kabhi na milne waleh do kinareh 😔😔😔
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited