Nojoto: Largest Storytelling Platform

White Kuchh darwaaze khud hamaara Rab hamaare liy

White Kuchh darwaaze khud hamaara Rab 
hamaare liye kholta hai.
Fir ho saktaa hai ki wo hamaari behtari ke liye ho,
ya fir hamaari aazamaaish ke liye ho.
Aur hum chahe ya na chahe lekin 
fir bhi hame un darwaazon se 
guzaranaa hi padtaa hai.
Aur jab tak khud Rab na chahe tab tak 
un darwaazon ko hum khud bhi ya koi aur 
chaahkar bhi band nahi kar saktaa.

©Sh@kila Niy@z
  #basekkhayaal #basyunhi 
#Rab 
#Zindagi 
#darwaaza 
#nojotohindi 
#Quotes 
#wallpaper 
#7July