Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Waqtkasafar Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Waqtkasafar Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about love waqt shayari, shayari on waqt in hindi font, bure waqt ki shayari in hindi, waqt shayari in hindi 2 line, bura waqt shayari in hindi,

  • 5 Followers
  • 5 Stories

میس عالیہ

Priya Tiwari

ki safed silvato pe apni raah bnana chahti hu -2 ki mai tere sath barfeeli vadiyo me azad hona chahti hu ...ki manjar kuch esa ho,ki tere hath me mera hath  ho, aur chay ki chushkiya tere sath lagana chahti hu ki tere sath haseen waqt bitana chahti hu .

©Priya Tiwari #Waqtkasafar 
#OneSeason

Karmjeet SIngh

hum sab bhul jaate hai ki khushiyaan bahut kaam hone paar bhi usi andaaz me ji sakte hai #khushikamauka #anubav #Waqtkasafar #अनुभव

read more
Yeh pyaar hi hai jo dil ko cho jaate hai unko bacche se dau rahte toh jhopri me pyaar karne ka tarika be misal unko. 
kabhi mauke mile toh jao unke paas dekh pao ge woh hai kitne khass 
woh hai kitne khass

©Karmjeet SIngh hum sab bhul jaate hai ki khushiyaan bahut kaam hone paar bhi usi andaaz me ji sakte hai 

#khushikamauka #anubav #Waqtkasafar

Mohammed Arbaz uddin

Waqt ka safar



Maine aaj apne aap ko pahechan hai maine kai logan ku aapne daulat se taklif paunchai hai us khuda ko bhi yaad na karsaka jo har waqt meri hifazat aur muje roti,ghar,kapde,daulta aata kara so maine daulat ki wo pati bandliti ke muje koi naazar hi na aaraha tha na koi baccha,bada,buzurg sab ko apne zulm ka shikar banaya

lekin wo khuda-e-Alam bada insaaf karne waloon mein se hai usne meri sari daulat khushi wapas leliya hai uske bawajood bhi maine apni wo jahalat aur akad na chodi phr kai gaoon saher ka safar kiya kai bar kaam karne ya kuch karna caha lekin meri akad ke waje se kai log ne muje nikal pheka hai phr maine aise hi apni thooti puti kismat liye punjab ki aur bada udar bhi tiraskar hi hua phr maine ek din deka ki ek gareeb baccha sahed wo 6saal ka bhoot tha wo bhoot hi noorani aur bhoot khubsurat ladka tha usne zameen per ek janimaz bichai aur asman ki taraf haat utakar kuch bolne laga tabi ek nazara dika ek kuttene apne mu mein ek roti ka tukda le aaya tha us ladke ne adi use khilayi aur adi wo khud khaya.Wo nazar dek iska dil bechan sa hogaya uski ank bahar nikal aayi kyu ki ye kai din se bhooka aur piyasa tha iski haalat bhook nazuk si hogayi thi 

Use tab ka samaj aaya ki khuda ki shaan bhi kitni nirali hai ek bhooke ladke ku ek khutte ke zariye se rizk pahucharaha hai usne tabhi zameen per bait asman ki taraf haat utakar rone laga allah se mafi mangne laga gidgidane laga aise 2 din beetgaye 3 din ek buzurg aaye aur awaz di aye naujawaz shaksh koun ho tum toh usne kaha ki mera naam shanawaz hai usne apni puri kahani sunai toh us buzurg ne kaha ye lo pahele khana khao phr baat karenge shanawaz jaat se khana khaya phr buzurg ne kaha ki jo hua use bhool jao Ab apne nayi zindagi ki shuruat karo buzurg ne pucha ki is safar mein tumne kya sika toh shanawaz ne kaha ki maine waqt ka mauza deka mere pas jab dault thi tab muje kisi chiz ki kami na thi rizk ki khadar na karta tha tab mai safar mein tha toh pani,kapda,daulat,roti ke liye tadpa toh us buzurg ne kaha us ka shukar ada karo jabhi tum khush ho yah pareshani ke haal mein.Wo buzurg ne muje din ke kai amal aur Quran e tilawat sikaye aaj phr se mere pas wo sab hai jo maine khoya tha lekin aaj meri adi se adi daulat gareeb aur zaroorat mandon mein baat deta hoon aur uska sukar ada karta hoon!

Doston waqt ka safar har kisi ko badal deta hai isliye har mood per allah ka shukar aada kare!!! #IndiaLoveNojoto 
#Waqtkasafar

MS Barnwal

Waqt ka safar or Sapna #Enterpreneurslife,#sapne,#Waqtkasafar

read more
Masroof hun Apne sapno ke sath or safar ke log apna dushman samjh baithe hai #NojotoQuote Waqt ka safar or Sapna
#Enterpreneurslife,#sapne,#Waqtkasafar


About Nojoto   |   Team Nojoto   |   Contact Us
Creator Monetization   |   Creator Academy   |  Get Famous & Awards   |   Leaderboard
Terms & Conditions  |  Privacy Policy   |  Purchase & Payment Policy   |  Guidelines   |  DMCA Policy   |  Directory   |  Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile