Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best bolte Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best bolte Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about mama ko english me kya bolte hai, bhabhi ko english me kya bolte hai, chiku ko english me kya bolte hai, jalebi ko english me kya bolte hai, anar ko english me kya bolte hai,

  • 96 Followers
  • 527 Stories

Anchal soni

bekhabar vktar suno jara??
jha dekho sb bolte hain;
mar jate to sb thik ho jayega: 
mursaad koi un sb ko ye btaye,
faimly ka ek member chhood ke chala jata hain,
 es jhaa se to ghar walo pe kya gujarti hain..
ye to unhi ko pta chatla hain..
insaan zeher kha ke mar jata hain;
ye nii sochate hain mare marne ke baad meri faimly ka kya hoga?
#mushibat ka samna kaise kaise karte hain..#mursaad

©Anchal soni #jha #dekho #sb #yhi #bolte #hain

108

RJ Kundan Sharma

#One_sided_love Poorvi Chauhan Secret _poet(aakas_sharmaa) ek_samaanya_bharatiya Rekha💕Sharma(हृदयमंजूला) Alfaaz..... #tum #Logo #bolte #Shuru

read more
#Logo ko unki aukat me Rakhna #shuru kr do to 
#Bolte hai bahut badal gye ho #TuM...☝✍🙏❤ #One_sided_love  Poorvi Chauhan Secret _poet(aakas_sharmaa) ek_samaanya_bharatiya Rekha💕Sharma(हृदयमंजूला) Alfaaz.....

#Somi

maa Ka goudquotes

read more
khuda ka ibadat jate ho toh bolte ho sokunn milta h
hospital jate ho to bolte ho afsos lagta h..
chalo thik h

par ek baar maa k goud par sar rakh logo to yakinn mano jannat mil jayega.. maa Ka goud#quotes

Pooja Rana

🤨

read more
Ek esa shks jisne hmhe azadi dilayi thi
Jisne sirf hmari khatir kmayi khub burai thi 
Aj kuch log taliya dete h 
kuch log Galiya dete h 
kuch log bolte h bapu mhan tha 
or kuch bolte h bapu saitan tha 
Vo esa tha jisne char sathiyo ka sath khoya tha 
usne liye y shks bhut roya tha 
tum kya jano uss din ka drd 
bss dedi gali bn gye mrd 😏 🤨

#undecided (Amrita Sharma)

likhne wale aksar bolte nhi,,bolte h to koi samjhta nhi,lekin likhte h padhne wale jarur samjh lete h

writer didi

#lovehurts #poem

read more
Bad Times Me fake hu chlo aj ye bat hi maan leti hu
Sach to nhi he par jhoot hi maan leti hu
Tum khte ho ki me bewafa hu
Tum khte ho ki me bewafa hu
Hakikat to nhi he par tera fareb hi maan leti hu
Pyar ka khel tune khela or mujhe bewafa bolte ho
Pyar ka khel tune khela or mujhe bewafa bolte ho 
Nadani to nhi he teri bewkufi hi maan leti hu
Me fake hu chlo aj ye bat maan hi leti hu
sonam kushwaha #lovehurts

Unkahe Jajbaat

read more
Parindo ko manjile milengi yakeenan
Ye unke failaye hue par bolte h
Vo log rahte h khamos aksar 
Jamane me jinke hunar bolte h

Ankita Anand jain

#Yaha bharat main शरद ठाकुरी Soumya Jain Neetu yadav OM BHAKAT "MOHAN,(कलम मेवाड़ की) miss jinu

read more
DeenDayalUpadhyay, यहाँ भारत में jidhar log ladai se pahle bolte h..
"Tu hath lga k to dikha"
Aur ladai karne k bad bolte h..
"Tune hath kaise lagaya"😂😂 #yaha bharat main शरद ठाकुरी  Soumya Jain Neetu yadav OM BHAKAT "MOHAN,(कलम मेवाड़ की) miss jinu

Rohit Bisht

🧡LONG DISTANCE RELATIONSHIP..🧡
Yrr ye word bolne me hi itna long hai lekin isme itna pyaar or itni feelings hoti h na jo insan ko jine ka ek alg najariya deti hai.....
log bs bolte h ki long distance relationship are the worst lekin agr tum uss insaan se sachha pyaar krte ho na to uske hone ka ehsaas humesa laga rehta hai..
agr dono ek dusre k liye loyal ho na to long distance relationship me se distance unke liye koi mayne ni rkhta..
pta h ese relation me humesa ek darr laga rehta hai ki kahi vo mujhe cheat to nhi kr rha...
lekin vo bnda ya bandi agr dil se committed ho na to vo humesa tumhara hi zikr krte h unhe apni limits pta hoti h.
pta hota h ki vo banda ya bandi mujhe apni rooh se bhi jyada pyaar krta hai...
lekin aajkl logo ne long distance relationship ka majak bna k rkha hai khud me loyal ka L bhi nhi hota or fir bolte h long distance relationship are the worst...
bhyi agr tum usse apni rooh se jyada pyaar krte ho na to tumhe distance se ghnta jara bhi fark nhi padega...
SO KEEP LOVING..❤ #love #long_distance_relationship
#loyalityjan
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile