Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Dikhti Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Dikhti Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about me dikhti hu maa jaisi poem, dikhti in hindi meaning, block kar dene se photo nahi dikhti shayri 0, itna hi bolunga dikhti hai mashallah, itni sunder kyu dikhti ho shayri 0,

  • 26 Followers
  • 100 Stories

WRITER ZALIM

#tabah #Hokar #Bhi #tabahi #Dikhti #Nhi #Yeh #ishq Hai #sahab Iski dawai Bikti Nhi

read more
Tabah Hokar Bhi 
Tabahi dikhti Nhi

IG::@writer_zalim

Yeh Ishq Hai Sahab 
Iski dawai Bikti Nhi #Tabah #Hokar #Bhi 
#Tabahi #dikhti #Nhi
#Yeh #Ishq #Hai #Sahab 
Iski dawai Bikti Nhi

shayar़vikas

#lifelong

read more
Ki log jhut kehte hai tumhari tasveer bahot khubsurat dikhti hai,
 Tumhe dekha to pata chala hakikat to usse bhi jyada kayamat dikhti hai
-Vikas D. Baranwal #lifelong

Shashi ranjan

#kahaho

read more
call karte hi uska sabse pahle yahi sawal puchna
"Kaha ho..."
Uske lea sirf ye ek sawal tha ya yun keh lun ki guftgu shrur krne ka tarika mgar bss is ek sawal me uski fikr,zajbaat,mohabbat dikhti thi......
Jo sirf dikhti hi thi bss dikhti thi....asal me wo thi ni #kahaho

Madan aathiya

jaane kyu ....

read more
Dil me ख्वाब hazaar the 
Par jaane kyu ..
Dil bas tumhe paana Chahta tha
Dhadkanein bas tumhara  naam leti thi 
Tum to MERI aadat si ban gai thi 
Lekin tum chhod Gaye 
Mujhe anjaane se mod par

Palat Kar dekhta Hu 
To bas tumhari yaadein dikhti hai 
Bas tum dikhti ho
Tumhara chehra dikhta hai..

Ab jindagi itni aasan Nahi hai 
Tumhare jaane ke baad 
Jab tum Yaad aati ho 
Jaane kyun...
Aankhen Kuch nam si ho jaati hai 



                                                    --अनजान jaane kyu ....

Lakshmi singh

#Eyes

read more
Unki aankhon ki tareef me kya
khenge ap.......?

Btn ki trh dikhti h unki ankhein
ni aalu ki trh dikhti h 
ni neembu ki trh dikhti h
ab ar kya tareef kru
bilkul aise dikhti 👀h unki 
aankhein.😆 #Eyes

priyanshi tiwari

read more
mere aansu use dikhte nahi..
kyonki me dikhana nahi chahti..
meri galtiya use dikhti hai..
magar meri acchai nahi..
meri nadaniya use dikhti hai..
par mera pyar nahi..
shayad galti krdi..
apne dil ke har raaz uske samne kholkar..

Arunesh Verma SSR

#Chand ka tukda ##

read more
ye Jo Chand ka tukda hai 
Meri jaan ka mukhda hai 

isme mujhe uski 
nadaniyan dikhti hai

isi me to hamen hamri 
kahaniyan dikhti hai 

likhta hun roj
 dekh Kar iss tukde ko

Iske Shiva aur kaun
 sunega mere dukhde ko ##Chand ka tukda ##

Akash Pal

#poem

read more
*Ek khat uske naam*
Dear"....mini...." 
         tujhe batana hai ki ab teri yaad nhi aati hai,
Phone ki gallery ko ab bar bar nhi tatolta, 
Purse ko kholte hi ab teri tasvir nhi dikhti ,
Meri dairy me meri kalam ab tera jikar nhi krti,
Meri chaht ke samundar me teri kasti nhi dikhti,
Sapne to raton me aaj bhi hote hai  lekin spno ne tera jikr chhod diya,
Chadni rat to hoti hai aaj bhi lekin us chadni me aaj kl tera chehra nhi hota,
Morning ka msg to aaj bhi aata hai ... Lekin us msg ki jagah kisi aur ne le li
Bs Kuchh khas nhi bs itna hi batana chahta hun 
Ki ab teri yaad nhi aati
              -Akash Pal

Sachin Pradhan

#poem

read more
The mountain, sapne m dekha h us unche manjil ko.......
saflta k khusiyon se bhare ufan k sahil ko.....
rukavaton k paththaron se bhare hue raste ko ......
or kanton se bhare hue un jhadiyon ko.....
kabhi koi pair kichne ko khada hai....
to kabhi koi irsya k jahar se katne ko chada hai.......
niche dekho to sari duniya dikhti hai.....
aage dekho vo sapne wala manjil dikhti hai.....
har kadam pr koi kal bnke rhta h.......
or nature us jagah bs sawal bnke rhta h......
esa lgta h sanse dhire dhire  kisi k aagosh m aa rhi hain....
or body k sare sence behosh si hoti ja rhi hain......
lekin ab v samne vo sapne wala manjil dikhte rhta h.....
kabhi mn khta h chhd rhne de niche chl......
lekin housale khte bdta chl tu bdta chl....
dhyan bhatkane ko kai najare aate hain....
lubhawane hoker ek nhi kai sare aate hain......
lekin fark ni pdta kyuki samne vo spne wali manjil rhti h.....

lafz story

#OpenPoetry Meri hasi #poem

read more
Naa wo hasi rahi baaki
Naa wo muskan dikhi ab kahin
Naa wo pehchan bachi ab
Naa wo nishaan mila kahin per
Wahi jo kho gayi thi 
Wahi jo mil nahi rahi thi
Dhundhna tha jise zaruri 
Haa wahi to, hasi kho gayi hai kahin.
Socha waham hoga mera ye 
Hogi yahi kahin chhupi 
Meri hasi,
Per mili hi nahi kahin, 
Wo meri pehle wali hasi.
Kuchh khas sa lagta tha mujhe usme 
Ab wo baat nhi dikhti isme
Tabhi to kaha 
Dhundhna hai ise 
Naa jaane kahan baithi hai chhipi, 
Ab ye bejaan se dikhti hai
Ab ye bekaam si lagti hai
Naa ab isme Koi noor dikhta 
Naa Koi wajah 
Badi hi bewajah si ho gayi hai ye 
Meri hasi. 
Sochti thi ye doosron ke chehre pe muskan layegi, 
Per badi beraham ho gayi ye to,
Doosre to door ,mere se bhi gayi rishta tod.
Zarur muh moda hoga Maine isse kabhi,
Tabhi gayi mujhse is tarah rooth, 
Yahi to thi bas ek 
Jo mujhe behad pasand thi 
Per kya, chali to gayi naa mujhe chhor, 
Or kon ??
meri hasi. 
Bahut khilkhilaya krti thi 
Kayi baar or ko bhi hasaya krti thi 
thodi si nasamjhi wali ho ya thodi si nakhre wali, 
Kabhi asli wali hoti ya kabhi thodi nakli wali, 
Auron ko Zarur hasaya krti thi wo,
Ab to jaise mere pass aati hi nahi 
Naa jaane kahan gumsum baithi hogi, 
Or kon?
Meri hasi.
Mujhe bahut pyaari lagti thi .
Meri hasi. .. #OpenPoetry Meri hasi
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile