Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Unchi Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Unchi Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about unchi udaan shayari, unchi udan shayari, unchi hai building judwaa 2 song download, download song unchi hai building judwaa 2, unchi hai building song download judwaa 2,

  • 11 Followers
  • 22 Stories

V S

#fathers_day #karam #Awaz #Sabdh #Unchi #nojohindi #nokotowriters #nojolife #nokotofalimy #nojolove Bhavana kmishra vineetapanchal Anshu writer Akshita Maurya

read more

Kartik Singh

divya 008

Piyush Rangsaaj

#piyushrangsaaj nojoto

read more
Ma Baap ka sahara hai us Neev ki manind 
Unchi se unchi imarat jis neev par khadi hai #piyushrangsaaj #nojoto

Sarfaraz Ahmad Sarfaraz Ahmad

Phoolon Se Jyada

read more
I love Nojoto because Phulon se zyada haseen muskan ho aapki,
chand sitaron se zyada unchi shaan ho aapki,
zindagi ka sirf ek hi ho maksad aapka,
ki asman se bhi unchi rahe udan apki.
 Phoolon Se Jyada

Sarfaraz Ahmad Sarfaraz Ahmad

Phoolon Se Jyada

read more
I love Nojoto because Phulon se zyada haseen muskan ho aapki,
chand sitaron se zyada unchi shaan ho aapki,
zindagi ka sirf ek hi ho maksad aapka,
ki asman se bhi unchi rahe udan apki.
 Phoolon Se Jyada

Sarfaraz Ahmad Sarfaraz Ahmad

Phoolon Se Jyada

read more
I love Nojoto because Phulon se zyada haseen muskan ho aapki,
chand sitaron se zyada unchi shaan ho aapki,
zindagi ka sirf ek hi ho maksad aapka,
ki asman se bhi unchi rahe udan apki. Phoolon Se Jyada

Shashank Dwivedi

Ye imaartein bhi unchi thi ye zarooratein bhi unchi thi,
Dono ke ahem ne dafnaya tha khud ko neev me baar-baar #imarat #zaroorat #life #nojito #shashankdwivedi #shashankdwivediquotes #reality #dard #hindiquotes

Akanksha Mishra

nojoto

read more
unchi unchi imaraton ke piche khote chale gaye 
Log jane kab Ameer or Gareeb hote gaye ! #nojoto

Info Bucket

# panchhi

read more
to koi bandhish na hoti...unchi udaan m bharti....
pahali baarish me yun jhoom uthti...
suraj ki pahali kiran k sath maze se chahkti 
par garmi ki dhoop me m shayed
 paani ki talash me niklti...

pahado se unchi emarte nazar aati
aur unhi emarto ki chhat pe m paani ko talashti 

panchi hoti to tinka,tinka utha 
m ek sundar ghar banaati.
sukun ki talash me bhagti manzilo se dur rahati
zameen ko tukdo me na baanti
insaniyet ki samajh se m dur hi rahti

ful,titli,chahkte panchhi ye sab dost hote.. 
par kabhi shayed 
pinjre me bhi kaid hoti 
aur asmaan to talashti.... # panchhi
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile